Surah Al-Baqarah V:21-29 - Faizan e Quran(Ep:03)

Jan 31, 2014
Share

<b>صراط الجنان فى تفسير القران پڑهيں</b> Silsilah Faizan e Quran kay is program mein aap mulahiza farmayen gay Surah e Baqrah ki Ayat number 21 ta 29 ka Tarjama, Tafseer, ibadat ka hukum, ibadat kay fawaid, allah kay ahsanaat,deen ka usloob,allah kay khas banday kon?, aik surat hi bana kar lay aao!,aag ka eandhan kon?, kya jahannum peda ho chuki hai?, Jannati phal kaisa hoga?, sonay our chandi ki dewarain, quran say hidayat bhi aur gumrahi bhi!, toro mat joro!,toheed o nabuwat kay dalail. to dair kis bat ki ye sub aur buhut kuch jannay kay liye is video ko zaroor mukammal dekhiye. <a href="https://www.dawateislami.net/quran/surah-al-baqarah/ayat-21/translation-1/tafseer">يا أيها الناس اعبدوا ربكم الذي خلقكم والذين من قبلكم لعلكم تتقون</a>