Surah Al-Baqarah V:06-20 - Faizan e Quran(Ep:02)

Jan 30, 2014
Share

Silsilah Faizan e Quran kay is program mein aap mulahiza farmayen gay Surah e Baqrah ki Ayat number 6 ta 20 ka Tarjama,Tafseer,kufar ki tareef,neki ki dawat kay fazail,dilon ky zang ka ilaaj,zahir kuch batin kuch,batini bemariyan konsi?,farz uloom kya hain?,jhoot ka wabaal,zameen mein fasad karnay waly kon,bewaqoof log kon?,munafiqeen ka sardar kon tha?,bad tareen tijarat konsi?,gongay,behray andhay kon?.to dair kis bat ki ye sub aur buhut kuch jannay kay liye is video ko zaroor mukammal dekhiye. <a href="http://www.dawateislami.global/quran/surah-al-baqarah/ayat-6/translation-1/tafseer">ان الذين كفروا سواء عليهم اانذرتهم ام لم تنذرهم لا يؤمنون</a> read tafseer