Surah Al-Baqarah V:01-05 - Faizan e Quran(Ep:01)

Jan 29, 2014
Share

Silsilah Faizan e Quran mein aap mulahiza farmayen gay Surah e Baqrah ki Ayat number 1 ta 5 ka Tarjama,Tafseer,Surah e baqrah ka mukhtasar taaruf,Baqrah naam rakhnay ki waja tasmiyah,huroof e muqattaat,Quran e Majeed kay awsaf e karima,muttaqi logon ky awsaf,Iman aur ghaib ki haqeeqat,namaz qaim karnay kay fazail,Jannat wajib karnay ka nuskha,ALLAH ki kitabon per iman lanay ka hukum,asal kamyabi kya hai aur ye kis ko hasil hai?.to dair kis bat ki ye sub aur buhut kuch jannay kay liye is video ko zaror mukammal dekhiye.